skip to main |
skip to sidebar
प्यार तुम्से इस क़द्दर अब हो चुका अब कोई रास्ता नहीं तेरे बीना मेरे दील की हालातों पे गौर कर तू नहीं तो कुछ नहीं तेरे सीवा अब तो आजा जान याद आती है तू बेबसी है दील को तद्पातीहै तू थक के ऑंखें चूर हैं आहट तो कर दील का दरवाजा खुला है आ भी जा क्या हुआ ऐसा की कोई न खब्बर न तेरा ख़त न कोई तेरी नज्ज़र क्या खफा हैं जान मेरी मुझसे ही गर है ऐसा तो बता तू है कीधर चीर कर रख देने दील जाने जीगर इससे ज्यादा अब न मेरा हौंसला उम्र भर लीखेंगे बस तू आ भी जा बाहों में भर लेंगे अब तो आ भी जा प्यार साचा है मेरा ओ दील रुबा रात ढलती है न होती है सुभाह मेरे अफ्सानों की खातिर लौट आ अपने दीवाने की खातिर लौट आ छिप गयी है तू कहाँ मुझको बता ए मेरी जाने जहाँ तू है कहाँ
ek do ghadi too mile mujhe
ek do lamha pukaar le
teri justzoo mein hain zindagi
mujhe hoon yahaan pukar le
mere sher tujse kareeb hain
meri rooh tujse hai roobera
vo wazaah kya hai bata to de
too hai kahaan pukaaar le
mere nagme saare na aakhiri
meri chahte hain ghuti ghuti
meri tashnagi pe na gaur kar
ek jala ke shama pukaar le
ye gazal huyee hai abhi nayi
teri tajgi se nahayee hai
too hai ab to meri hi bandagi
mujhe e khudaya pukaar le...
too mere naseeb mein hai naheen mere sher kehte hain daastan
too jahaan rahe rahe khushnuma
hai luta jahaan pukaar le
.vo to chand lamhon ki baat thi
too yaheen kaheen thi chipi huyee
huyee sooni mehfil tere bina
so gaya samaan pukaar le
tere intezaar mein aayenge..
tere chahne waley azeez sab
tuhje mil sakega na dil mera
koi lut gayaa pukaar le
teri chahton mein hai quid dil
ki tamamm rangee hasraten
unhen khaak kar mere hum-nafas
ab hua dhuaan paukaar le
hai mujhe yakeen too chala gaya
teri hai ada badi beraham
tere har sitam se kaheen bada
dile behayaa pukaar le
teri arzoo mein chipa hoon mein
teri shaam mein himraaz hai
vo wazah bata yoon khafa hai kyoon
mera dard sara pukaar le
HIMRRAZ.THE KING OF COOL
WAFFA SE ,DOSTI SE,AADMI SE,
BAHUT DARTA HAI DIL,AB HAR KISSI SE
JALA HAI JABSE APNA ASHIYANA
SULAG JAATA HAI DIL EK ROSHNI SE
ZAHAR HIMRAAZ YE PEENA PADEGA
KAUN PEETA HAI GUM APNI KHUSHI SE
KISI SE KUCH NA TOO UMMEED RAKHNA IS ZAMANE MEIN
BADAL JAAATE HAIN CHEHRE AUR NIGAAHEN AAZMAANE MEIN ..
YE ACHA HI HUA PEHLE KADAM PE DIL MERA TOOTA ..
GUZAR JAATI NAHEEN TO UMR SAARI HOSH AANE MEIN,...
TUJHE MUJHKO BHULAANE KI DUA DETA HAI MERA DIL .
MUJHE SHAYAD LAGEGA EK ZAMANA BHOOL JAANE MEIN....
WOHI MANZIL WAHEE RAAHEN WOHI BUSS PYAAR KI BAATEN.. .
NA JAANE KYA CHIPA HIMRAAZ TERE HAR FASAANE MEIN
UJADNE KA BHI KYA HAI PAL MEIN YE GULSHAN UJAD JAAYE
MAGAR LAGTE ZAMAANE HAIN ISE FIR SE BASAANE MEIN
LAGAANE KA BHI KYA HAI DIL KO JISSE BHI LAGA DAALO
BADI MUSHKIL HAI LEKIN DARD-E-DIL KO NIBHAANE MEIN
himraaz,the king of cool